Skip to main content

Har Pal Ki Tabdeeli – Shayari on Changing Times and Bewafa Dil

Kabhi waqt sabak deta hai, to kabhi jazbaat badal jaate hain...

Ye chaar misre ek aise ehsaas ka izhaar hain jo har kisi ne kabhi na kabhi mehsoos kiya hota hai.

"Har pal yahan kuch naya dikhata hai,

Kal ka sach bhi aaj jhootha lagta hai..."

Tabdeeli sirf chehron mein nahi hoti — kabhi kabhi dil bhi apna rang badal leta hai.

Is post mein aapko milegi ek gehri, jazbaati shayari Hindi, Urdu, aur Roman Urdu mein – jahan alfaaz aapke dil ko chhoo lenge.

Shayari:

Har pal yahan kuch naya dikhata hai

Kal ka sach bhi aaj jhootha lagta hai.

Tabdeeli sirf chehron mein nahi hoti

Kabhi kabhi dil bhi bewafa ban jaata hai.

हर पल यहाँ कुछ नया दिखाता है

कल का सच भी आज झूठा लगता है।

तबदीली सिर्फ़ चेहरों में नहीं होती

कभी-कभी दिल भी बेवफ़ा बन जाता है।

ہر پل یہاں کچھ نیا دکھاتا ہے

کل کا سچ بھی آج جھوٹا لگتا ہے۔

تبدیلی صرف چہروں میں نہیں ہوتی

کبھی کبھی دل بھی بے وفا بن جاتا ہے۔





Comments