Skip to main content

Kitaab-e-Zindagi – Har Safha Ek Nayi Kahani

Na waqt rukta hai, na yaadein mit’ti hain…

Zindagi sirf logon aur lamhon ke badalte hue manzar ka naam hai.

"Zindagi ek kitaab hai badalte aurakon ki..."

Har safha ek nayi kahani, ek naya ehsaas, ek naya dard ya muskurahat le aata hai.

Ye Shayari un logon ke liye hai jo har yaad ko dil se lagaye rakhte hain, aur har tabdeeli ko ik nayi daastaan samajhte hain.

📖 Life is a book of fleeting moments and permanent memories… har pal likhta hai ek nayi daastaan.

Roman Urdu | Hindi | Urdu – teenon mein wahi baat:

Waqt to chala jaata hai… magar yaadein rehti hain.

Shayari:

Na waqt rukta hai na yaadein mit'ti hain

Sirf log aur lamhe badalte hain.

Zindagi ek kitaab hai badalte aurakon ki

Jahan har safha nayi kahani ban jaata hai.

ना वक़्त रुकता है ना यादें मिटती हैं

सिर्फ़ लोग और लम्हे बदलते हैं।

ज़िंदगी एक किताब है बदलते औऱकों की

जहाँ हर पन्ना नई कहानी बन जाता है।

نہ وقت رکتا ہے، نہ یادیں مٹتی ہیں

صرف لوگ اور لمحے بدلتے ہیں۔

زندگی ایک کتاب ہے بدلتے اوراق کی

جہاں ہر صفحہ نئی کہانی بن جاتا ہے۔





Comments