Skip to main content

Waqt Aur Tanhaai – The Test of Every Turn

Har mod par waqt ne aazmaya, har dafa tabdeeli ne naya roop dikhaya...

Na koi samajh saka, na kisi ne sambhala – aur har baar tanha chhod diya.

A tale of inner pain, silent struggles and unspoken loneliness 💔⏳

Tanha log hi aksar sabse gehraeh mehsoos karte hain…

Shayari:

Waqt ne har moar par aazmaaya mujhe

Tabdeeli ne har dafa naya roop dikhaya mujhe.

Na samjha koi, na thaam paya kisi ne

Har baar waqt ne akela chhoda mujhe.

वक़्त ने हर मोड़ पर आज़माया मुझे

तबदीली ने हर दफ़ा नया रूप दिखाया मुझे।

ना समझा कोई, ना थाम पाया किसी ने

हर बार वक़्त ने अकेला छोड़ा मुझे।

وقت نے ہر موڑ پر آزمایا مجھے

تبدیلی نے ہر دفعہ نیا روپ دکھایا مجھے۔

نہ سمجھا کوئی، نہ تھام پایا کسی نے

ہر بار وقت نے اکیلا چھوڑا مجھے۔


Comments